Karnataka HC on Hijab Row: फैसला आने तक कोर्ट ने स्कूल-कॉलेजों में धार्मिक पोशाक पर लगाई रोक. देखें दंगल

हिजाब विवाद को लेकर कर्नाटक हाईकोर्ट ने आदेश सुनाया है कि सोमवार तक स्कूल-कॉलेज में हिजाब पहनना मना है. अदालत का आदेश है कि सोमवार तक कर्नाटक के स्कूल कॉलेजों में किसी भी तरह के धार्मिक पोशाक पहनकर नहीं जाना है. अब इस मामले पर हाई कोर्ट में अगली सुनवाई सोमवार को होगी. #Dangal #HijabRow #Karnataka #Hijab | Chitra Tripathi

           

https://www.facebook.com/aajtak/posts/10162362049407580

Jiss tarha se corona se bachne ke liye mask zaroori hai, waise hi samaaj mein phaile kamukta sankraman ki gandi nazro se bachne ke liye Hizaab , burka ya tamacha zaroori hai..tamacha vivaad ko janm de sakta hai isliye muslims ladkiyo ke liye hizaab easily hai...
Hizaab is a completely cover of Women ..
Ye sanskaro ka paridhan bhi hai... lekin farz bhi nahi hai...
Jahaan sankraman ka maamla na ho wahaan aurte be hizaab rehti hai...jaise apna ghar
Ya apni saheliyo ke beech...
Ya jinhe purush ke vicharo, jazbaato aur nazro se farq hi nahi padta ho...ya we jo chahti hi nahi ki we hizaab mein rahe...etc
Hizaab means aisa libaas jisse chehre ke saath saath aurto ka khaas vazood bhi dhak sake..chahe wo kapda kisi bhi roop mein kiyon na ho.kisi bhi color ka kiyon na ho...kahi kahi to gair muslims ladkiya bhi dupaate se chehra Dhaka hua rakhti hai ...
Hizaab ek completely cover hai jo aurto ko samaaj ke dushit sankram se raksha karta hai....isme aurte khud ko relax, confidentially aur mehfooz mehsoos karti hai...warna jaise haalat baazaaro ke hein wo sabko maalum hi hai....
Doosri Taraf social platforms daikhiye jahaan kuchh aise haalaat bhi hai jinse social platform nanga hua pada hai jinhe daikh daikh kar aadmiyo ka deemag aur shareer dono sunn hua pada hai....