बीजेपी को कांग्रेस से चिढ़ क्यों? सुनिए क्या बोले प्रोफेसर संगीत रागी

बीजेपी को कांग्रेस से चिढ़ क्यों? सुनिए क्या बोले प्रोफेसर संगीत रागी #SahityaAajTak22| Sayeed Ansari

           

https://www.facebook.com/aajtak/posts/10163099337127580

Prashn hi galat hai prashn yah hona chahie ki sabhi rajnitik partiyan jismein Congress bhi hai Bhajpa se chidh kyon koi bhi party hinduon ki baat nahin karti Bhajpa sirf hinduon ki baat Karti hai aur sab samaj ki baat Karti hai to Bhajpa se chid kyon prashn ko yah hona chahie Congress se to sabhi chidhte Hain aur sabhi chahte Congress mukt Bharat bane aur aap Jaise anchor se main puchna chahta hun ki नए-नए Miyan Bane vah pyar jyada khate ho kya tumne dekha nahin Congress mukt Bharat karne ke liye sabhi partiyan 1977 mein yah prayog kar chuki hain aur Congress ko Hara bhi chuki thi kya tum paida ho gaye the use samay nahin hue ho to itihaas dekh lo partiyan Bhajpa se jalti Hain Bhajpa kisi party se videsh nahin rakhte yad hai tumhen atal ji ka samay jab ek vote ki Kami se atal Ji Ne tyagpatra diya tha lambi bahas ke bad pata nahin tum log kis tarike se patrakaarta karte Ho jab tumhen itihaas samay aur Jan Bhavna ki kadar nahin hai to paise ke liye patrakaar ka Karna band kar dijiye aur prashn poochhne se pahle soch lijiye kaun sa kar rahe hain aur yah prashn karna chahie ki nahin




+